Learn how to cancel Krishi Network: Kisan Ka App subscription on iPhone, Android, Paypal or directly.
Table of Contents:
Reading time: 41 seconds
Alternative method via AppStore:
1. Hamare kisan app pe kisano ko apne aas paas ki fasal, beez, jaivik keetnashak, kheti aur bagbaani se jude dukandaro ki suchi bhi milti hai jinhe wah call kar sakte hain aur saman bhi mangwa sakte hain.
2. Aap apne aas paas ke vishesagyo ko kisan App pe dhundh kar unse apni fasal, beez, jaivik keetnashak, kheti aur bagbaani ki jankari mein salah le sakte hain.
3. Saathi kisan app mein agriculture se jude sawalo pooch saktein hain Jisse aap fasal, kheti aur bagbaani ke karyo ko behtar plan kar sakte hain.
4. Kai Kisano ne is krishi app ko download kar ke rate kiya hai kheti ke liye sabse shrestha Kisan App Humara Agri app kheti aur bagwani sambandhit har samasya ka samadhan dene ke liye jaana jaata hai. pragatisheel kisan Rozana Kisan App ko Mandi Bhav, Mausam ka Purvanuman, Jaisi Jaankari ke liye istemal karte hain.
5. Fasal, kheti aur bagbaani mein keet prabandhan, plant disease, rog prabandhan ke jaivik upay ewam keetnashak ki suvidha - bas fasal ke rogi hisse ki photo bheje aur krishi vishesagya batayenge upay.
6. Fasal aur kheti se juda har gyan uplabdh hai, jaise beez ka chayan, beez upchaar, beez ki kisam, mitti jaanch, mitti aur jameen ki tayyari, nursery, paudhe ya beez ki tayyari ewam ropan, jaivik aur rasaynik, ewam ropan, jaivik aur rasaynik urwarak ka chayan, sinchai, fasal suraksha, keetnashak, fafundinashak, katai, paidawar, bhandaran.
7. Is suvidha se ek pragatisheel kisan apne fasal ki raksha ke liye jaivik upay, ya fir keetnashak, ka sahi chayan karne mein saksham ho jaate hain.
8. Hamare expert agriapp se jude kisan hain jinhone prasikshan aur apne anubhav se kheti aur bagbani mein ek naya mukaam paya hai.
9. Hamare kisan saathi agriapp ki madad se kheti mein koi bhi naya prayog atmavishwas ke saath kar sakte hain.
10. Hamare krishi expert kisano ki madad karte hain aur yeh sunischit karte hain ki kisan apne rozgaar aur vyapar mein har kadam atmavishwas ke saath aage badha sake.
11. Agriculture Experts se judkar Apni Kheti se sambandhit sawal jawab kar fasal ki jankari le sakte hain.
12. Kisan app pe photo daal kar minuto mein upay paayein. gehu ki kheti, dhaan ki kheti, jaivik kheti, sabji ki kheti, snaj ki kheti, tamatar ki kheti.
13. Ye dukandar kisan ki jaroorat ka har saman bechte hain jaise ki beez, tractor, keetnashak, fafundinashak, urwarak, khaad, katai, chatai, sinchai se jude sabhi upkaran ewam machine.